NuharaH_112
✨Couple ✨
Bethi laga ke nigahein teri raah mein kab ayega tu takti mein jaun, Aahat hai mehsoos karle tere pyar ki dastak dedo tumko bataun,
Tu mila aesa hau hai karam meri dastaan tujhpe shuru aur khatam.
SARAYU
Main teri nazar utaaru tujhe jag se sambhalu koi aanch tujhpe aaye na,
Tujhe jitna main pyaar karun yaara
kisi aur se na kiya,
Tujhe toot ke jo maine nahi chaaha toh pyaar hi kya kiya.
VEER
🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟
Baat ye mashoor hai ke ishq mein dil chaak hua ishq agar aag na karde to ishq khaak hua,
Ishq jo zakhm de wo ishq se hi bhartay hain.
ADHYA
Sharm - o - haya pe parde gira ke karni hain hamko khata,
Zidd hai ab toh hain khud ko mitana
hona hain tujhe in fanaa.
RUHAN
🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟
Tumse milaya tha mehman banaya tha ab bole malik hai mehman nahi,
Soye armaan jage kyun apna hi dil thage kyu,
Har pal sitam naya.
SHERYA
Baatein labon pe hai akay jo tehri hui kehna jo chahun bol na paun,
Lafzon mein lipti hui jo kahani meri tere hi liye hai tujhko sunaun,
Tham gaye tujhpe akay qakam khamakha yunhi hastay hai hum.
KIYANSH
🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟
Kya jaal saazi hai dil hua raazi hua
Dil ke aalawa hai sab ko khabar,
Apne hi ghar ka pata de hamko bhi
koi bata de ,
Akhir hai baat kya.
MANASVI
Meri daastan mein hai bheege se mausam hui meri palke tabhi phir se nam,
Kahani hamari fasana hamara gamo ne sunaya dobara dobara.
VIHAAN
🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟